Sign In

dhile purze

  • Home
  • Dubta Tinka
  • Kache Sheir (23)
    • Gazhalein (16)
    • Loriyan (2)
    • Baaki Sab kuch (5)
  • Adhure Qisse (8)
  • Jaun Elia (0)
    • Goya (0)
    • Lekin (0)
  • Tum Apni Kaho
Thursday, September 11, 2014 8:54:20 PM
  • Kuch nahiN rakha dharam mein

    Tags: Manoj Garg, Kache Sheir, Ghazal

    Monday, September 22, 2014 7:35:16 AM

    Kuch nahiN rakha dharam mein

    Naqsh-e-adaavat k siva Saaman-e-aafat k siva Kuch nahiN rakha dharam mein ek nafrat k siva!!! Hai gumaa.N gar roop koi aur hai bhagwan ka Usko kab mumkin tha hona Kuch … more

    Taxonomy: Gazhalein

  • Ye ishq ye jazbaat abhi rehne do

    Tags: Kache Sheir, Manoj Garg, Ghazal

    Monday, September 22, 2014 7:00:12 AM

    Ye ishq... ye jazbaat... abhi rehne do

    Ye ishq... ye jazbaat... abhi rehne do!!! Junoon-o-wafa ki baat... abhi rehne do!!! Lauta sako agar... meri aawargi bahut... Tum baaki qayanaat... abhi rehne … more

    Taxonomy: Gazhalein

  • Na mai tum ko na tum mujhko manana

    Tags: Manoj Garg, Ghazal, Kache Sheir

    Monday, September 22, 2014 6:53:40 AM

    Na mai tum ko... na tum mujhko manana

    Na mai tum ko... na tum mujhko manana Tum mere ruthne pe... ruth jaana!!! Mai apni rakh se phir rup lunga... Nahin manjoor abke tut jaana!!! Tumhe har pal kanto … more

    Taxonomy: Gazhalein

  • Phir ho rahun aabaad k mai ishq kar sakun

    Tags: Kache Sheir, Manoj Garg, Ghazal

    Monday, September 22, 2014 6:50:26 AM

    Phir ho rahun aabaad k mai ishq kar sakun

    Phir ho rahun aabaad k mai ishq kar sakun Kaash tumhare baad bhi mai ishq kar sakun!!! lauta sako to sirf, vo jazba, vo aarzu tum rakho jaye'daad k mai ishq … more

    Taxonomy: Gazhalein

  • Mai khud se ruth jaana chahta hun

    Tags: Kache Sheir, Ghazal, Manoj Garg

    Monday, September 22, 2014 6:47:27 AM

    Mai khud se ruth jaana chahta hun

    Mai khud se ruth jaana chahta hun Phir khud ko mannana chahta hun!!! garhi bhar hi sahi par dur hokar ye rishta aajmana chahta hun!!! Nahi afsos mujhko dillagi ka … more

    Taxonomy: Gazhalein

  • Dil bhi panghat ka pata chahta hai

    Tags: Kache Sheir, Manoj Garg, Ghazal

    Monday, September 22, 2014 6:45:29 AM

    Dil bhi panghat ka pata chahta hai

    Dil se pucho ye kya chahta hai Kyu ye hona tabah chahta hai?? Tark sunta nahi ye duniya ke Tujhmain thodi panah chahta hai!!! Aisa maayus hai ye rishton se Sabse … more

    Taxonomy: Gazhalein

  • Tamanna jab mujhe thokar ki thehri

    Tags: Manoj Garg, Kache Sheir, Ghazal

    Sunday, September 21, 2014 12:02:16 AM

    Tamanna jab mujhe thokar ki thehri

    Tamanna jab mujhe thokar ki thehri To niyat kyu buri pathar ki thehri Humaaraa pyar tha lamhon ka lekin Khalish dil mai umr bhar ki thehri Fikr humko kahan ek … more

    Taxonomy: Gazhalein

  • hain taur ajab but-khaanoN mein ab farq yahan insaanoN mein

    Tags: Manoj Garg, Kache Sheir, Ghazal

    Saturday, September 20, 2014 11:32:45 PM

    hain taur ajab but-khaano.n mein

    hain taur ajab but-khaano.n mein ab farq yahan insaano.n mein jo biij the aapas-daarii ke sab qaid rahe juzdano.n mein haath bashar ke lag ke khuda ab bikhta khub … more

    Taxonomy: Gazhalein

  • Khuda ke saath hi mar jaana tha

    Tags: Manoj Garg, Kache Sheir, Ghazal

    Saturday, September 20, 2014 11:03:54 PM

    Khuda ke saath hi mar jaana tha

    Ishq kyun humko aajmaana tha Gham se rishta humein nibhaana tha Usne pucha na raaz-e-naaraazi Humko rona tha bikhar jaana tha hum aise saada-dil humko Khuda ke saath … more

    Taxonomy: Gazhalein

  • Phir vohi subhah hogi Phir vohi sitam hoga

    Tags: Manoj Garg, Kache Sheir, Ghazal

    Saturday, September 20, 2014 10:59:32 PM

    Phir vohi subhah hogi Phir vohi sitam hoga

    Phir vohi subhah hogi Phir vohi sitam hoga Tumse milke bichdunga Haadsaa kya kam hoga!!! Be-qaraar ho jaaye Ya nisaar ho jaaye Dil ka rang kya hoga Saath … more

    Taxonomy: Gazhalein

  • Mujhe maalum the nuske safar ke

    Tags: Manoj Garg, Kache Sheir, Ghazal

    Saturday, September 20, 2014 10:48:00 PM

    Mujhe maalum the nuske safar ke

    Mujhe maalum the nuske safar ke Mai fir bhi laut aaya aah bhar ke Jo paun darsh tere naama-bar ke To ghar aabaad ho sab dil-nagar ke Dawaa se kab mujhe aaram hoga … more

    Taxonomy: Gazhalein

  • Kitni hi baar ho chuki Hone ko haar ho chuki

    Tags: Manoj Garg, Khache Sheir, Ghazal

    Saturday, September 20, 2014 10:46:25 PM

    Kitni hi baar ho chukiHone ko haar ho chuki Jism se takra ke ruh Zaar zaar ho chuki!!! Vo zindagi hisab ki Mujhko bahit aziz thi Vo zindagi hisab ki Vo bhi nisaar ho chuki!!! Gham aur khushi ke khel … more

    Taxonomy: Gazhalein

  • LehroN pe kashti behne do

    Tags: Manoj Garg, Kache Sheir, Ghazal

    Saturday, September 20, 2014 10:38:00 PM

    Lehro.n pe kashti behne do

    Lehro.n pe kashti behne doKashti ko kinaare... kya karna

    Lo saare sitaare tum rakhloAb mere tumhaare... kya karna!!!

    Tum jo mujhse kehti ho"Kya haal rha mere piche" … more

    Taxonomy: Gazhalein

  • Apni hasrat bhi paash paash maangii

    Tags: Manoj Garg, Kache Sheir, Ghazal

    Saturday, September 20, 2014 10:33:22 PM

    Apni hasrat bhi paash paash maangii

    Apni hasrat bhi paash paash maangiiSiina maanga kabhi kharaash maangii

    Kabhi maanga nahi khuda tujhkoApne andar terii talaash maangii

    Shikast e dil agar k teh … more

    Taxonomy: Gazhalein

  • Mujhko to kuu-e-butaaN

    Tags: Manoj Garg, Kache Sheir, Ghazal

    Saturday, September 20, 2014 10:27:00 PM

    Mujhko to kuu-e-butaaN

    Mujhko to kuu-e-butaaNKuu-e-abas kuu-e-ziyaaN Ab tuhi mera jahaN tu jahaN pe mai vahaN Sab kuch luta k chal diye Dil miyan ji ab kahaN GaaloN pe tere gaal hain kya yaqiiN ab … more

    Taxonomy: Gazhalein

  • Ab kidhar jaana kis qadar jaana

    Tags: Manoj Garg, Ghazal, Kache Sheir

    Saturday, September 20, 2014 10:06:13 PM

    ab kidhar jaana kis qadar jaana

    ab kidhar jaana kis qadar jaanauski bahon mai girke mar jaana

    dar o diivar ghar k chikte haintumko laazim hai ab sudhar jaana

    main agar raaste mein padh jaunmere … more

    Taxonomy: Gazhalein

© 2014 dhile purze. All rights reserved.
satta king tw